Lyrics:
====
Ek jholi me phool bhare hai, ek jholi me kaante, re koi, karan hoga (2)
Tere bass me kuch bhi nahi, yeh toh baatne wala baante, re koi karan hoga.. ha re koi karan hoga.
Pehle banti hai takdeeren... (2) ho o o o o
Pehle banti hai takdeeren ,phir bante hai sharir(2)
Yeh sai ki sari kari hai, tu hai kyun gambhir, arey koi karan hoga.
Tere bass me kuch nahi, yeh toh baatne wala baante, re koi karan hoga.. ha re koi karan hoga.
Naag bhi dass le toh mil jaye... ho o o o o
Naag bhi dass le toh mil jaye, kisi ko jeevan daan(2), jooti se bhi mit jata hai kisi ka namo nishaan. arey koi karan hoga.
Tere bass me kuch bhi nahi, yeh toh baatne wala baante, re koi karan hoga.. ha re koi karan hoga
Dhan ka bistarr mil jaye .... ho o o o o
Dhan ka bistarr mil jaye par, neend ko tarse nain(2), katon pe so kar bhi aye kisi ke manko ko chain, are koi karnan hoga.

Sagar se bhi bujh na paye... ho o o o o
Sagar se bhi bujh na paye kabhi kisi pyaas(2). kabhi ekk hi boond se ho jati hai aas, arey koi karan hoga.

Mandir masjid me jaakar bhi, ho o o o o
Mandir masjid me jaakar bhi, kabhi na aye gyan,(2) kabhi mile mitti se moti, patthar se bhagwaan, arey koi karan hoga.

Ek jholi me phool bhare hai, ek jholi me kaante, re koi karan hoga... ha re koi karan hoga
ha re koi karan hoga..

No comments:
Post a Comment