Sai Baba

Sai Baba
!!! Sri Sachitanand Satguru Sainath Maharaj Ki Jai !!!

Saturday, January 14, 2012

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho



Lyrics:
=====
    Tumhi ho mata, pita tumhi ho, tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho(2)

    Tumhi ho sathi, tumhi sahare, koyee na apna, siva tumhare(2)
    Tumhi ho naiya tumhi khevaiya, tumhi ho bandhu sakha tumhi ho.

    Tumhi ho mata, pita tumhi ho, tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho.

    Jo khil sake na woh phool hum hain, tumhare charano ki dhool ham hain (2)
    Daya ki drishti sada hi rakhna, tumhi ho bandhu sakha tumhi ho.

    Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho, tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho(2)

No comments:

Followers