Sai Baba

Sai Baba
!!! Sri Sachitanand Satguru Sainath Maharaj Ki Jai !!!

Thursday, December 30, 2010

Reham Nazar Karo Abb Morey Sai

Lyrics:
---------

Reham nazar karo abb morey sai
Tumbin nahi mujhe maa baap bhai
Reham nazar karo
Main andhaa hoon banda tumhara
Main andhaa hoon banda tumhara
Main na jaanu allah E-lahi
Reham nazar karo
Khali zamaana maine gavaya
Khali zamaana maine gavaya
Saathi akarr ka..Saathi akarr ka
Mila na koi
Reham nazar karo
Apni majjid ka jhadoo ganu hai
Apni majjid ka jhadoo ganu hai
Maalik hamare maalik hamare maalik hamare
Tum baba sai
Reham nazar karo ab morey sai
Tumbin nahi mujhe maa baap bhai
Reham nazar karo

No comments:

Followers