Lyrics:
---------
Iss darbar me mein, aise hi nahi baitha hu
Mere paas tumhare har paap punya ka hisab hai
Jagat pita ke darbar se, sab ko apne bhagya ka fal, avashya milta hai
koi bhi abhakt, masumiyat ki chadar oodh kar, dusre ka maal yaha se nahi le ja sakta
apne kale karmo ki kalik, koi bhi humse chupa kar nahi rakh sakta
hamesha yaad rakho, ki parmatma hazar haton se deta hai, toh hazar aankhon se tumhe dekhta bhi hai
isliye, apne karm ko ujala rakho, ek bano, nek bano, aur sai darbar se jaisa tumhara karm hai waisa hi phal pane ke liye taiyar raho
apne kale karmo ki kalik koi bhi humse chupake nahi rakh sakhta

Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbaar me, sab logon ka khaata
Jo koi jaisi karni kartaa..
Jo koi jaisi karni kartaaa, waisa hi phal paata
Jo koi jaisi karni kartaaa, waisa hi phal paata
Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khata

Kya sadhu kya sant grahasti, kya raja kya rani Sai ke pustak mein likkhi, sabki karam kahani (2)
Antaryami andar baithaa..
Antaryami andar baitha, sabka hisab lagata
Antaryami andar baitha, sabka hisab lagata
Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khaata
Bade bade kanun Sai ke, badi badi maryada, kisiko kaudi kam nahi milti, mile na pai jyada(2)
Isliye toh woh duniya ka...
Isliye toh woh duniya ka...jagatpita kehlata
Isliye toh woh duniya ka...jagatpita kehlata
Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khaata
Chale na uske aage rishwat, chale nahi chalakhi, uski len den ki bande, reet badi hai baki(2)
Samajhdar toh chup rehta hai....
Samajhdar toh chup rehta hai, murakh shor machata
Samajhdar toh chup rehta hai, murakh shor machata
Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khaata
Ujali karni karle bande, karam na kariyo kala, lakh aankh se dekh raha hai, tujhe dekhnewala(2)
Uski tej najar se bande..
Uski tej najar se bande, koi nahi bach pata
Uski tej najar se bande, koi nahi bach pata
Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaata
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khaata
Jo koi jaisi karni karta...
Jo koi jaisi karni karta, waisa hi fal pata

Mere sai ke darbaar me, sab logon ka khaaa
Mere baba ke darbar me, sab logon ka khaata
2 comments:
the lyrics is not correct
The lyrics has been corrected
Post a Comment