Sai Baba

Sai Baba
!!! Sri Sachitanand Satguru Sainath Maharaj Ki Jai !!!

Tuesday, February 22, 2011

Sai Ka Roop Banake



Lyrics:
=====
Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)
Kashi ko chod ke shiv ne(2), shirdi me dera dala re..
Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)

Tyaag diya.. trishul.. kamandal, haath me chadi utha li....
Na jaane kya soch ke jholi.., kandhe pe latka li ooooo...
oooo..ganga me visarjit kardi, shiv ne sarpo ki mala re..
Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)

Shiv hai sai…, sai shiv hai, baat nahi yeh jhooti...hooo..
Bhasm hai yeh bhole shankar ki, kehte hai jisko vabhuti
Jo maango ge, de de ga, hai shiv sa bhola bhala.
Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)

Sai tapasvi, sai yoga, sai hai sanyasi…
Ghar ghar me hai, vaas usika, woh hai ghat ghat vaasi hooo
ooo Shiv shambo shambo japle, ya jap sai ki mala re…
Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)

Sai ka roop banake aaya hai damroo wala(2)
Kashi ko chod kashib ne(2), shirdi me dera dala re..
Sai ka roop banaka aaya hai damroo wala(2)

No comments:

Followers