Lyrics:
====
Sai sai sai sai bolo, sai sai sai ram...(4)
Ram ram bhaj rahe hai sai, apni dwarkamai mein
Baith bhajan sun rahe hai sai, apni dwarkamai mein...(2)
Sab dharmo ko ek hi samjha, sabke man mein prem bhara
Virane ko baag banake, kar diya sabko hara bhara...(2)

Sai sai sai sai bolo, sai sai sai ram......(4)
Baccho ke sang bade maje se, jhool rahein hain barambar
Sacchai ka sabak padhakar, unko dete hain sanskar...(2)

Sai vyakul ho jate hain, bhakt dukhi jab hote hain
Shant swabhav ke Saibaba, bhakton ke sang hote hain...(2)

Baija maa, mahalsapati, tatya sang hai shyama
Baithe hai sai charno mein, dhanya hai wah mere rama...(2)

Kash ki hote hum bhi wahi ke, sai ki dwarkamai mein
Pakad ke unke charan kamal, baithein unki parchai mein...(2)